Friday 8 January 2016

Natural Remedy For Long and Luscious Hair (in Urdu)

Portrait of the beautiful nice woman with red long ringlets hair
Lambe ghane baal kis ko pasand nahin..  Har koi Stars ki tara khoobsurat baal chahta hai, lekin har koi hairstylist ya hair dresser ke khidmaat nahin le sakta, Aik ghareloo nuskha jo totally natural hai aap ke balon ke mazbooti wapis la sakta hai aur baal ghane aur khoobsurat ho jate hain.
Ingredients:
3 tbs Zaitoon ka tale/oil
3 tbs castor oil
3 tbs Angoordana ka tale/oil
3 tbs Narial ka tale/oil
4 birth control pills
Grapeseed_Oil_for_Hair_Growthjpg
in sub oils ko microwave main garam kar lain.. boil mut karain. bus neem garam kar lain. balon ki jaron main narmi se laga kar aik ghante ke liye chhor dain.. is doraan balon pur plastic ya shower cap pehan lain.
birth control ki pills ko grind kar lain aur un ko apne shampoo main add kar lain. phir is shampoo se apne balon ko wash kar lain.
is ammal ko hafte main 3 bar karne se baal mazboot, khoobsurat aur ghane ho ja ain gay.. guarntee ke saathNatural Remedy For Long and Luscious Hair (in Urdu)

No comments:

Post a Comment